Ghalati OST lyrics

by

Nabeel Shaukat Ali


[Verse: 1]
Aik gham nay dil mara
Dil toota aik tara
Choro nah
Tootay ko toro nah
Ab tum hi mun moro nah
Aik hara huwa dil phir hara
Das ghalati meri

[Chorus]
Das ghalati meri tu yara
Das ghalati meri tu yara

[Verse: 2]
Lafz jo tumhare thay
Dil main sab utaare thay
Kehna mujh ko apna woh tera
Pal woh sath ka tera
Lams hath ka tera
Mera hoke rehna woh tera
Rang pyar ka tune
Dil main sab utaara
Dekh kar laga kaisa doobta kinara

[Chorus]
Das ghalati meri tu yara
Das ghalati meri tu yara
[Verse: 3]
Tu laga tha yoon piyara
Chor kar jahan sara
Tujhko mere hissay main rakha
Zindagi ka mela hai
Dil mera akela hai
Sath do qadam na chal saka
Roh raha hai aankhon mein
Khuwab ye bichara
Jeene bhi diya na kiyun
Haar nahi mara

[Chorus]
Das ghalati meri tu yara
Das ghalati merit u yara
Das ghalati meri tu yara
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Copyright © 2012 - 2021 BeeLyrics.Net