Teri Yaadon Mein (Romanized) lyrics

by

KK & Shreya Ghoshal


[Chorus: KK]
Phirta rahoon dar-badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke juda kab main jiya?
Tu hai kahan, main kahan

[Post-Chorus: KK]
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaiyaan

[Chorus: KK]
Phirta rahoon dar-badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke juda kab main jiya?
Tu hai kahan, main kahan

[Instrumental-break]

[Verse 1: KK]
Tu jo juda ho gayi
Teri sada kho gayi
Dekh le phir zindagi
Haan, kya se kya ho gayi

[Verse 2: Shreya Ghoshal]
Jab se bichhadi hoon
Rab se kehti hoon
Kitna suna hai tera jahaan
[Chorus: KK]
Phirta rahoon dar-badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke juda kab main jiya?
Tu hai kahan, main kahan

[Instrumental-break]

[Verse 3: KK]
Kaise kate zindagi?
Mayusiyan, bebasee
Raahen sabhi kho gayi
Roshni de, roshni

[Verse 4: Shreya Ghoshal]
Main to rahti hoon teri raahon mein
Bekhabar, mujhko dhunde kahan?

[Chorus: KK]
Phirta rahoon dar-badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke juda kab main jiya?
Tu hai kahan, main kahan

[Post-Chorus: KK]
Teri yaadon mein khoya rahata hoon
Mujhko dasti hai tanhaiyaan
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Copyright © 2012 - 2021 BeeLyrics.Net