It Ain’t Enough lyrics
by Umer Anjum
[Intro]
Every day that they live and breathe is extended to them
They may be misinformed about the truth!
They may be misguided!
Somebody has led them on the wrong path!
A path of corruption and destruction!
[Chorus]
It ain't enough (Yeah)
Jitna bhi likhlun mein apna yeh ghum
It ain't enough (It ain't enough)
Guzaardi raatein is mic pay
It ain't enough (Yeah)
Chahte woh abhi bhi aur (Aur)
'Cause it ain't enough (It ain't enough)
Rukta nahi waqt toh rukte nahi hum
[Verse 1]
Beat pay Super toh lazim ek Anjum
Umeed toh rakh jab tak kuch na ban tu
Woh bole nahi khona yeh mauqay like I did
Kuch bhi nahi mushkil dil thora rakh tu
What’s in your boat? I don't give a sh*t
Karta nahi boast k I got the bigger fish
Sailing my sea woh hotay bas salty
Karte muqable who’s the bigger b*tch (Facts)
Bas upar ki sochun toh milugan wahin
Mein milta nahi wahan jahan hota tha kabhi
Baatein woh karte lagatein yahan tarri
Par nahi meri himmat say bari
Man I've been alone
I've been left
Now I got the time I wish to be best
And p*ss on the rest, this wrist be possessed
Impressed nahi tu, come put it to test
Di Facts mein zillat they couldn't compete
Toh peace kay messages karte khabees
Yeh khudi lagayen gay izzat kay loday
Aur phatti may ja k yeh kardein ge tweet
Na qalla ghareeb (Na Na)
Na mera hareef (Na Na)
Sirf baante hai verses bhai
Jabse mein aya 'cause
[Chorus]
It ain't enough (Yeah)
Jitna bhi likhlun mein apna yeh ghum
It ain't enough (It ain't enough)
Guzaardi raatein is mic pay
It ain't enough (Yeah)
Chahte woh abhi bhi aur (Aur)
'Cause it ain't enough (It ain't enough)
Rukta nahi waqt toh rukte nahi hum
[Verse 2]
Baant dun ghum yeh qalam say kaghaz pay
Badli nahi aadatein mein ne (Aadatein mein ne)
Aur sagay bhi wohi joh rahe har aadat may meri
Woh sabit bhi karein whats loyalty
Keh lo har aafat may khare
Salamat hain khare alamatein bane
Jab shooter leke ghar kay bahar tere khare
Ready to f*ck it up, nahi hum sadaqat say pale
It’s a gang thing, bhonke joh ziadah litaden
Van Helsing, nahi lagti yahan tactics
Utren jab mic pay, thats when hell sings
Yeh road to goat ya highway to hell
Ek kouaan thi life but now its well
Nahi jhoot ki tangien woh rahega peechay (Facts)
When I look at them I look In the rear
Yeh banchuka passion it comes as a shock
Jab kia tha shuru to mehez tha shauk
Ab banchuki lane bhi alag yahan aim jab falak
Toh rakha nahi safar say khauf (No)
Mein sifar say sau (Facts)
Lafz bikharte boht (Boht)
Jorun mein shayari
Halka ho dil but
[Chorus]
It ain't enough (Yeah)
Jitna bhi likhlun mein apna yeh ghum
It ain't enough (It ain't enough)
Guzaardi raatein is mic pay
It ain't enough (Yeah)
Chahte woh abhi bhi aur (Aur)
'Cause it ain't enough (It ain't enough)
Rukta nahi waqt toh rukte nahi hum