Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam Lyrics lyrics

by

Lata Mangeshkar


Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam


Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum


Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum
Tujhe dekha to yeh jana sanam


Aankhein meri, sapne tere
Dil mera, yaadein teri
Ho mera hai kya la la la
Sab kuchh tera la la la
Jaan teri, saansein teri
Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
Muskurane lage saare gham
Tujhe dekha to yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein mar jaayein hum
Tujhe dekha to yeh jana sanam

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #
Copyright © 2012 - 2021 BeeLyrics.Net